AllStatus.net | Sad Whatsapp status

Sad Whatsapp status

1) Rim jhim rim jhim baras rahi hai,
Yaad tumhaari qatraa – qatraa……


2) Mujhe maar hi na dale in badlon ki sazish,
Ye jb se baras rahe hain tum yaad aa rhe ho.


3) Whenever it rains, I feel you.


4) Ye husn-e mosam, ye barish, ye hawayein,
Lgta hai mohabbat ne aaj kisi ka sath diya hai


5) Is barish k mausam me ajeeb si kashish h
Na chahte hue bhi koi shidat se yaad aata hai.


-Santosh Bagul

Comments

Popular posts from this blog

Youtube Downloader

Friendship Day Status 2021 | फ्रेन्डशिप डे स्टेटस २०२१